Indian Film History

Pyaar Karte Ho Yaar Lyrics

From Taxi Driver (1973)

Duration
3:04
Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Yaar tum bhi Kamaal karte ho Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Yaar tum bhi Kamaal karte ho Pyaar karte ho yaar Tu jo palatke Aankh milaaye Meri jawaani Khil khil jaaye Is dil pe hai Raaj tumhaaraa Aaj jo maango Wo mil jaaye Raat baaki hai, Humsa saathi hai tauba Tauba kaise Sawaal karte ho Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Yaar tum bhi Kamaal karte ho Pyaar karte ho yaar Jaagee jaagee, Soyee soyee Aaj phiroon main Khoyee khoyee Yoon to mohabbat Haaaa Sab karte hain Pyaar ko samjhe Koi koi Halka halka sa Dard hota hai Haaye Haaye kya dil ka Haal karte ho Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Yaar tum bhi Kamaal karte ho Pyaar karte ho yaar Karke darte ho yaar Yaar tum bhi Kamaal karte ho Pyaar karte ho yaar.

More songs from Taxi Driver

Pyaar Karte Ho Yaar Lyrics - Taxi Driver (1973) | Indian Film History