Indian Film History

Balam Harjaayee Jaa Main Lyrics

From Taxi Driver (1973)

Lyricist
Ahmed Wasi
Duration
3:50
Baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhtayee Hoyye oyye oyye oyye oyye Baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhatayee Hoyye oyye oyye oyye oyye Baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Dil toh shikaar kiyaa hai Naainon mein teer bharke Bannte ho kitne bhole Panchhi ko qaid karke Sochegaa kyaa zamaanaa Oyye hoye hoye oho ho ooo ho Sochegaa kyaa zamaanaa Dil se nikaal daalo Machhle hain pyaar ki machhli Tum apnaa jaal daalo Baalam Aahhaa baalam Ohho baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Oyye oyye oyye oyye oyye Baalam harjaayee ee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Aaknhon mein leke aayee Chahaat ke khwaab dekho Apni nazar se padhke Dil ki kitaab dekho Aaknhon mein leke aayee Chahaat ke khwaab dekho Apni nazar se padhke Dil ki kitaab dekho Bannke main aag aayee Barsoongi paani bannke Bannke main aag aayee Barsoongi paani bannke Tere liye aa gayee hoon Jalti jawaani bannke baalam Aahhaa baalam Ohhoo baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Oyye hoyye oyye oyye oyye Baalam harjaayee ee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Chaahat ki baatein karke Dil ko chhuraanewaale Woh koyee aur honge Baaton mein aanewaale Tum kitne bewaffa ho Aayye haayye haayye Aahhaa haaaa..aaaaaa Tum kitne bewaffa ho Ab hamne jaan liyaa hai Dilbar kaa asli chehraa Dil ne pehchan liya hai baalam Aahhaa baalam Jaa ha baalam harjaayee Jaa main toh aankh Milaa pachhtaayee Oyye oyye oyye oyye oyye Baalam harjaayee eee Jaa hha main toh aankh Milaa pachhtaayee.

More songs from Taxi Driver