Indian Film History

Ghar Tera Apna Ghar Laage Lyrics

From Waris (1954)

Duration
3:00
ghar tera apna ghar lage jaye kaha man iske aage jaye kaha mili man ki dagar se teri gali mili man ki dagar se teri gali jaise musafir paye watan me chain hai waisa tere nain me jaise musafir paye watan me chain hai waisa tere nain me chain hai waisa tere nain me naina dhunde rain basera kah do ke ha yahi dwar hai tera kah do ke ha yahi dwar hai tera naina dhunde rain basera kah do ke ha yahi dwar hai tera kah do ke ha mili man ki dagar se teri gali mili man ki dagar se teri gali hath me jo hath hai tere jaise manjil sath hai mere hath me jo hath hai tere jaise manjil sath hai mere jaise manjil sath hai mere rahi teri gali jab se aayi aake yaha nit man yahi gaye aake yaha nit man yahi gaye rahi teri gali jab se aaye aake yaha nit man yahi gaye aake yaha mili man ki dagar se teri gali mili man ki dagar se teri gali ghar tera apna ghar lage jaye kaha man iske aage jaye kaha mili man ki dagar se teri gali mili man ki dagar se teri gali

More songs from Waris

Ghar Tera Apna Ghar Laage Lyrics - Waris (1954) | Indian Film History