Indian Film History

In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics

From Neela Akash (1965)

Duration
4:27
Bade naadaan ho Uljhe ho tum aakar haseenon se Bina soche ladaai Tumne aankhen naazneenon se In aankhon se nazar ka In aankhon se nazar ka Teer chal jaata to kya hota Ji chal jaata to kya hota Ji chal jaata to kya hota zara socho Tumhaara dam nikal jaata to kya hota Nikal jaata to kya hota Nikal jaata to kya hota jee Aji ab tum yahaan kya karne aaye kyun Bhala kya karne aaye aji kehdo Ke aahen bharne aaye haaye Ke aahen bharne aaye Ghani zulfon ki chaanv Mein bechaare marne aaye haaye Bechaare marne aaye Na jaane kitne dhokhe Tumne aankhon mein chhipaaye hain Buton par tumne aakar Teer ulfat ke chalaaye hain Jo bhoole se hamaara Jo bhoole se hamaara Haath chal jaata ho kya hota Ji chal jaata ho kya hota Ji chal jaata ho kya hota Zara socho tumhaara dam Nikal jaata to kya hota Nikal jaata to kya hota haha jee Jhuki aankhen Nigaahen neechi neechi Hmm nigaahen neechi neechi Jee honthon par hansi hai Pheeki pheeki hai Hansi hai phheeki pheei Huye thhande suni baaten hame seekhi seekhi Jee ki baaten teekhi teekhi Hamaare saamne tumne Dil apne door se phenke na ye socha Koi mehandi rache in shokh kadmon se Tumhaare dil ko yoon yoon yoon Tumhaare dil ko yoon yoon yoon Masal jaata to kya hota Masal jaata to kya hota Masal jaata to kya hota In aankhon se nazar ka teer Chal jaata to kya hota Ji chal jaata to kya hota Zara socho tumhaara dam Nikal jaata to kya hota Nikal jaata to kya hota jee.

More songs from Neela Akash

In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics - Neela Akash (1965) | Indian Film History