Indian Film History

Gore Nahi Hum Kale Sahi Lyrics

From Desh Premee (1982)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:21
Gore nahi hum kaale sahi Hum nachne gaane waale sahi Hey.. Gore nahin hum kaale sahi Hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Gore nahin hum kaale sahi Hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Kya hai kahan hai Hamen sab khabar hai Ye maan lo Uuu uuu.. Kya hai kahan hai Hamen sab khabar hai Ye maan lo Sab par hamaari baraabar nazar hai Ye jaan lo Uuu uuu.. Masti mein hum matwaale sahi Hey.. Hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tauba hamaari muhabbat Hamari jawaaniyaan Uuu uuu.. Tauba hamaari muhabbat Hamari jawaaniyaan Uuu uuu.. Aankhen hamaari sunaaye Hazaaron kahaaniyan Hothon pe chhup ke taale sahi Hey… Hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Dhokha karishma tamaasha Yahan ka riwaaz hai Uuu uuu.. Dhokha karishma tamaasha Yahan ka riwaaz hai Baahar shehar mein sadak par Andheron ka raaz hai Uuu uuu.. Andar ye dilkash ujaale sahi Hey… Hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Gore nahin hum kaale sahi Hey hum nachne gaane waale sahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi Tumsa ek nahi la la la Humsa ek nahi.

More songs from Desh Premee

Gore Nahi Hum Kale Sahi Lyrics - Desh Premee (1982) | Indian Film History